Kuch swalon k kabhi JWAAB nahi hote,
Toot jate hai log jab poore un k KHWAAB nahi hote,
Gehrayi hoti hai aansuo ki aankho mein,
Bs shukr hai un aansuo k kabhi Talab nahi hote.
Kuch swalon k kabhi JWAAB nahi hote
Ladte hai Jo apne haq k liye hamesha, vo kabhi kisi jokhim se BETAAB nahi hote,
Chup rehna b to samajhdari hai,
Q ki kuch alfaazo k kabhi HISAAB nahi hote.
Kuch swalon k kabhi JWAAB nhi hote
Jaan na ho to kabhi kisi ko to us k mann KO jaano,
Q ki har baar aankho k panne KITAAB nahi hote,
Ji haa kuch swalon k JWAAB nahi hote.
No comments:
Post a Comment