Saturday, 20 May 2017

Dil ki Awaaz

khyaal hu mea kisi Ka , par mujhe sochta koi or hai
pyaar hu mea kisi Ka , par mujhe chahta koi or hai.

Dil hai mere pass kisi Ka , par yeh dhadkta kahein or hai
toot ta hai JB yeh dil , to rota koi or hai.

samunder to shaant hai ,pr lehro mein kaisa shor hai
pyaar Karo sabhi se , yehi zindagi ki dor hai .

himaat rakh apne pr Tu , kahe Tu itna kamzor hai
vo b ek dhor thaa , or yeh b ek dhor hai .

kheencha chala jayega , waqt mein aisa zor hai ,
zraa muskuraakr Tu thoda dekh , yaha kushi chaaro or hai.

No comments:

Post a Comment