Friday, 1 May 2015

Samay ( time )


Kya hai samay  ?????

kabhi yeh hasata hai to kabhi yeh rulata hai ,
kabhi yeh aadami ko itna upar uthata hai ,
or kabhi yeh utna hi use niche girata hai ...

yeh samay na kabhi tera hua , or naa hi  mera hua ,
isi samay k saath ---
ajnabi dost bn gye ,
or dost ,,,, ajnabi .....

smay ka andaza yhi se lgaye----

gazab ki ekta dikhti hai logo ki zmaane mein,
zindaa logo ko giraane mein ,
or mare hue ko uthane mein .

samay k saath chalna mere dost ,
nhi to piche choot jaoge,
piche chhot gye to kabhi ,
aage nhi bd paoge ,

aasan hai bahut is samay k saath chalna , tum is cheez se naa gabraoo ,
Jo piche choot gya use chord do ,
Jo aage aa raha hai mere dost use apnaoo,
apne jeevan mein Jo hai bs unhi se apna jeevan swar kr, der saari kushiyaa mnaoo...

No comments:

Post a Comment