HAPPY WOMEN'S DAY TO ALL OF U
why this women's day celebrated on 8th march of every year ???? .. I think there must b some logic behind that .. The role of 8 women's in men's life :
1) Janam dene k waqt jo dard seh sakti hai ,
bachpan mein jo hamesha apni mamta ki chadar se dhakti hai ,
bacho k sukh k liye jo dukh mein b hass sakti hai ,
aisa sb to bs ek MAA hi kr sakti hai .
2) Bachpan se bade hone tak jagdaa krti hai ,
papa ki daant se bachaakr kudh vo daant khati hai ,
jo maa k saath saath dost ki kami ko poora karti hai ,
aisa pyaar to sirf ek BEHAN hi kr sakti hai.
3) Jisne pdna humein sikhaya thaa ,
galti hone pr jisne maar maar k rulaya thaa ,
us maar mein b vo apne pan ko jhalak lagti hai ,
yeh sb to bs ek TEACHER hi k sakti hai .
4) Ghar mejn sabse zada vo pyar karne wali ,
bachpan mein kahaniyaa sunane wali ,
hmari zidd ko sirf vahi poora kr sakti hai ,
aisa to sirf ek DADI hi kr sakti hai .
5) Apna haq poora hum pr samajhti hai ,
ek din jagda hone pr agle din phir normal hokr baat karti hai ,
raat ko 3 bj b uth kr jo tang humein karti hai ,
yeh sab to bs ek BEST FRIEND hi kr sakti hai .
6 ) Poori zindagi ka saath nibhane k liye apna ghar chord kr aati hai ,
dosre ghar mein jaakr sb naye rishtoo ko apna ti hai ,
naa Jane kitne taane sun kr phir b kush rehti hai ,
yeh sb to bs ek WIFE hi kr sakti hai .
7) Ghar aane pr jo sabse pehle gale lgati hai ,
din bhar ki thakaan ko Jise dekh kr chali jati hai ,
vo aapki Chahat ko poora karti hai ,
yeh sb to bs ek laadli BITIYA kr sakti hai .
8) all d remaining women who plays part in ur life are fall into this 8 th category ...
Always respect the women .
They are all the important gift in our lives .